Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics In Hindi & English

Bahut Pyaar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics from Saajan (1991) is penned by Sameer, composed by Nadeem and Shravan and sung by Anuradha Paudwal and S P Balasubramaniam. Saajan is a 1991 Hindi movie starring Salman Khan, Madhuri Dixit and Sanjay Dutt.

bahut pyar karte hain tumko sanam lyrics

Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics Details

Song Title:
Movie:Saajan ( 1991 )
Singer:Anuradha Paudwal, S. P.
Lyrics:Sameer
Music: Nadeem-Shravan
Music Label:Venus

Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics in Hindi

बहुत प्यार करते हैं तुमको सनम

कसम चाहे ले लो ख़ुदा की कसम

बहुत प्यार करते हैं तुमको सनम

हमें हर घडी आरजू है तुम्हारी

होती है कैसी सनम बेकरारी

मिलेंगे जो तुमको तो बताएँगे हम

बहुत प्यार करते हैं तुमको सनम

हमारी ग़ज़ल है तसव्वुर तुम्हारा

तुम्हारे बिना अब न जीना गवारा

तुम्हें यूँ ही चाहेंगे जब तक है दम

बहुत प्यार करते हैं तुमको सनम

सागर की बाँहों में मौजें हैं जितनी

हमको भी तुमसे मोहब्बत है उतनी

के ये बेकरारी ना अब होगी कम

बहुत प्यार करते हैं तुमको सनम

Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics in English


Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Kasam chaahe le lo

Kasam chaahe le lo khuda ki kasam


Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam


Hamein har ghadi aarzu hai tumhari

Hoti hai kaisi sanam bekarari

Milenge jo tumko to

Milenge jo tumko to batayenge hum

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam


Hamari gazal hai tasavvur tumhara

Hamari gazal hai tasavvur tumhara

Tumhare bina ab na jeena hamara

Tumhein yoon hi chaahenge

Tumhein yoon hi chaahenge jab tak hai dum

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam


Sagar ki baahon mein maujein hain jitni

Sagar ki baahon mein maujein hain jitni

Humko bhi tumse mohabbat hai utni

Ke yeh bekarari

Ke yeh bekarari na ab hogi kam


Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Kasam chaahe le lo

Kasam chaahe le lo khuda ki kasam



Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam

इन्हें भी पढ़े:

Leave a Comment